57 segundos

Dekh mai chal raha..‪.‬ Sach Ki Duniya

    • Pasatiempos

LYRICS=Raat sari der raat baitha sochta raha,
Khud apne aap ko khojta raha,
Mujhe lagta sunta mujhe koi nahi,
Panno me bhar ta raha sara jo kah raha,
Khoya khud me hu,
Aise na khoj tu,
Milta na mai hu,
Bas apne lafzo ke dariya me bahta hu,
Doobta hu,
Tayrta hu manzil ke orr,
Nazar saaf rakh,
Parr raste ye dhua dhua,
Ankhe namb aur bhare kuwa,
Yu raat kafi na soye,
Hum apne sage(सगे) se bhi lade,
Khwabo ko samet chalte bane,
Manzil ki orr rakh musafir ka chorr,
Aur thora sa sarphira,
khwahiso se muh mora(मोड़ा),
Ajnabi dastaan sa rakh jahan apna,
Ek sapna sahejta aur der raat jagta,
Manzil saaf par rasta kohra,
Aur apne khwabo ka mohra,
Dekh mai chal raha,
Andhere me taaro ke tarah ubhar raha,
Raat derr raat baithe soch raha,
Apne aap ko khoj raha,
Mai chal raha...

LYRICS=Raat sari der raat baitha sochta raha,
Khud apne aap ko khojta raha,
Mujhe lagta sunta mujhe koi nahi,
Panno me bhar ta raha sara jo kah raha,
Khoya khud me hu,
Aise na khoj tu,
Milta na mai hu,
Bas apne lafzo ke dariya me bahta hu,
Doobta hu,
Tayrta hu manzil ke orr,
Nazar saaf rakh,
Parr raste ye dhua dhua,
Ankhe namb aur bhare kuwa,
Yu raat kafi na soye,
Hum apne sage(सगे) se bhi lade,
Khwabo ko samet chalte bane,
Manzil ki orr rakh musafir ka chorr,
Aur thora sa sarphira,
khwahiso se muh mora(मोड़ा),
Ajnabi dastaan sa rakh jahan apna,
Ek sapna sahejta aur der raat jagta,
Manzil saaf par rasta kohra,
Aur apne khwabo ka mohra,
Dekh mai chal raha,
Andhere me taaro ke tarah ubhar raha,
Raat derr raat baithe soch raha,
Apne aap ko khoj raha,
Mai chal raha...

57 segundos