1m

Kandhe भारी the..‪.‬ Sach Ki Duniya

    • Pasatiempos

LYRICS=Kaandhe mere bhaari,
Jimmedaari karni poori thi,
Saamajhdaari mazboori thi,
Lafz mere aur kithabh jo adhoori thi,
Chorra ghar baar aur kismat hi na zaroori thi,
Kasuri meri ya Muflis(garibi) jaise mazboori thi,
Aur bhool jao kaise tujhe,
Roshini aur andheri thi,
Roshini Jahan sa iss saher me,
Aur Viran sa pada raha mai makan me,
Khandar sa bezubaan me,
Waqt jo imtiyahaan aur darmiyaan me,
Toot-te assiyann me,
Ladta waqt aur kasuri jo giribaan me,
Aadat saadat aur masoori sam-maan me,
Viran jahan aur masoori ke moll me,
Ghar baar se thora durr anmol waqt me,
Kaandhe thandhe the,
Thake aur kahte rahne de,
Guma mann aur usse jane de,
Aasan baate jo kahe the,
Par basii aadate ko kaise bahne de,
Kahi baate bhi na sahne the,
Der sawer din mahine,
Yaadein ka kya kahne the,
Bhule na bhule the,
Khanabadosh bann mann bhatke the,
Sarfira madhosh jo mann mere the,
Kandhe mere bhari the,
Aur zimmedari bhare the...

LYRICS=Kaandhe mere bhaari,
Jimmedaari karni poori thi,
Saamajhdaari mazboori thi,
Lafz mere aur kithabh jo adhoori thi,
Chorra ghar baar aur kismat hi na zaroori thi,
Kasuri meri ya Muflis(garibi) jaise mazboori thi,
Aur bhool jao kaise tujhe,
Roshini aur andheri thi,
Roshini Jahan sa iss saher me,
Aur Viran sa pada raha mai makan me,
Khandar sa bezubaan me,
Waqt jo imtiyahaan aur darmiyaan me,
Toot-te assiyann me,
Ladta waqt aur kasuri jo giribaan me,
Aadat saadat aur masoori sam-maan me,
Viran jahan aur masoori ke moll me,
Ghar baar se thora durr anmol waqt me,
Kaandhe thandhe the,
Thake aur kahte rahne de,
Guma mann aur usse jane de,
Aasan baate jo kahe the,
Par basii aadate ko kaise bahne de,
Kahi baate bhi na sahne the,
Der sawer din mahine,
Yaadein ka kya kahne the,
Bhule na bhule the,
Khanabadosh bann mann bhatke the,
Sarfira madhosh jo mann mere the,
Kandhe mere bhari the,
Aur zimmedari bhare the...

1m