1 Min.

Doori Kalam Bandagi

    • Darstellende Kunst

Aakhir Kab Humare Sapno ki potli.. Apno ki jimedaari ki bhaari potli taale dab jaati hai aur un sapno ko dam Kab ghut jaata hai pata nahi chalta….

Aakhir kab hum usi jimedaari ko nibhane ke liye…apno se hi door par apne andar chota sa ghar liye chal dete hai par jaate jaate “ ghar waapsi ki umeed” ka daaman Kab peeche choot jaata hai pata hi nahi chalta….

Wo Holi Rakhi aur Diwali Abhi sab ghar pe manate hai…..

aksar chutti na mil Paane ke Bhane se Har baar Maa se aankhien Churatein hai

Ab Kalai pe Rakhi aur diwali pe mithai hum khud se hi khud ko khilaate hai…

Kya krey ghar jaane ki chahat par aksar Bachhat ke khyaal bhaari pad pe jaate hai
Pata hi nahi chalta…

Kharche badhte jaate hai …..
Aur Hum sher badalte jaate hai…..
Ghar ki doori aur Badhti chali jaati hai….
Aur jaante hai paise kam hum khud kharch jaida hote chalte jaate hai…
Aur ye bhi Khud ko,khud ko hi pata nahi chalta…