3 Min.

Kahaan aa ke rukne the raaste , kahaan mod tha usey bhool jaa - Amjad Islam Amjad Lafz

    • Bücher

Amjad saahab ki ye ek badi hi iconic ghazal hai .

Woh saare log , jo kisi rishte se baahar toh aa gaye hain .. par mentally ab talak usi rishte ko jiye jaa rahe hain . Bus ki saans liye jaa rahe hain .. aur Gulzar ka ye sher padh rahe hain :

Din kuchh aise guzaarta hai koi
Jaise ehsaan utaarta hai koi

Un saare logon ko amjad saahab ki ye ghazal intesaab karta hun .

Iske har ek ashaar mein ummeed hai .Bohot zyaada ummeed .

Background mein hum sabki favorite Debasmita faiz ko gunguna rahi hai .

Suniye aur achchhi shaayari padhte rahiye

Ishq
Soz

---

Send in a voice message: https://podcasters.spotify.com/pod/show/lafz--soz/message