Googly Woogly Girl Googly Life
-
- Cultura y sociedad
Words & Voice
-
Tumhe suljhate suljhate main har baar khud mein hi ulajh jati hun
Tumhe suljhate suljhate main har baar khud mein hi ulajh jati hun.. tum to mujh par haq jata dete ho, main kyun aisa nahi kar paati hun...
-
-
Barish ki boondein
Barish ki boondon se kabhi poochna- gir kar kaisa lagta hai? Vo tumse kahengi- Main badlon ko choo kr aayi hoon
-
Gupt daan
Logon ne poocha- itna kama kar kahan jaaoge? Vo jo gupt daan kr k aya tha usne muskuraa kar kaha- kahin bhi to nahin
-
-