42 集

Duniya rangeen hai rang jaise anek, nazariya mera ek,sunn rakh thora vivek...jan-ne ko milega is duniye ke awshesh...zara mere nazariya thora dekh...(sunn)

Sach Ki Duniya SACH'S_GRAPHY

    • 休閒

Duniya rangeen hai rang jaise anek, nazariya mera ek,sunn rakh thora vivek...jan-ne ko milega is duniye ke awshesh...zara mere nazariya thora dekh...(sunn)

    Nihar lene de...

    Nihar lene de...

    LYRICS= Nihar lene de,
    Iss waqt ko sanghar lene de,
    Mann thora bahar kar lene de,
    Shorr me shabd,
    Izhaar kar lene de,
    Khud ko kaabil bann lene de,
    Khud haasil kar lene de,
    Aamil aayato ke mukabil mahir ho lene de,
    Mustakbil(aane wala) कल Maahar(lucky)kar lene de,
    Mukhalme(kahani)aajma lene de,
    Raazda{king} bann lene de,
    Bikhre pal aaj falhaar kar lene de,
    Prakhar prakop sah lene de,
    Tayohar sare sadabahar kar lena de,
    Bachi hasrate bigad lene de,
    Thora Nihar lene de,
    Hara hu,
    Khud ko sambhal lene de...

    • 43 秒
    Andhera...Darkness

    Andhera...Darkness

    LYRICS=Andhera raha aur manzil durr nahi,
    आंखें ‌laal karke chal raha mai abhi,
    Aj bhi raat wahi baat wahi,
    Niklu raste pee dhundne aukat meri,
    Manzil kahti durr mai nahi,
    Aur lagta sab jaisa baate kahi,
    Rahti aib me aur thora nuske maine sahi,
    Uske baate kahi,
    Bann thora sarfira ghum mere peeche,
    Milti mai tabhi,
    Sawera saheje dopehar ne nakara jabbhi,
    Aur Bhookha mai shaam se,
    Ghar se nikla kaam se,
    Bhrne the kharche kuch daam se,
    Aur kya kya jodu iss naam pe,
    Baitha कम socha naa aaram se,
    छाले pade होंठ suje ab ye dard de,
    Sochta Ab ye bahot hue,
    Par khada rahana hai khud ke mukam pe,
    Buso ke seat se civic ki chaath pe,
    Zayda chalke,
    Dil se halke,
    Baith-te na aaram se,
    Andhera kaali aankhe laal karke,
    Ghumta apne saher Anjan hoke,
    Bigadte log aur bigadte yeh sadke,
    Kaisa yeh saher,
    Roti thoda aur lena hai लड़ के,
    Madhosh ye ladke aur madhosi kaam ke,
    Yeh saher apna Maher aur rahte naa aaram se.

    • 54 秒
    जब... माहौल...

    जब... माहौल...

    LYRICS=Jab mahaul mila ghul mil gaye,
    Apna samajh khul mil gaye,
    Dard itna mila छील dil gaye,
    Mujhe safar me चोटें lagi kafi,
    Magar waqt ke saath jakham khud sil gaye,
    Aur yah dil yu jo na phir khil gaye,
    Aur thora jo Khanabadosh(na thorr thikana),
    Khogaye hosh,
    Sarphira ya Sarfarosh,
    Ya kalam ka dosh,
    Kisme kitna Josh,
    (Mann itna khamosh)
    Na pada rah tu itna khamosh,
    Iss zamane me jo pada
    Zamana (badi) barbara(Downfall),
    Lafzo me yaha bhara padi zaher bada,
    Machi padi yaha khal bali,
    Lana hai khud ko bartari(High quality),
    Khud samandar me lahar badi,
    Aur khud lad banana hai kismat badi ,
    Aur na rakh yaha dil badi,
    Is zamane me kai dafa tut kar hi banti badi,
    Aur silsila bann chalti rahti...

    • 43 秒
    Kandhe भारी the...

    Kandhe भारी the...

    LYRICS=Kaandhe mere bhaari,
    Jimmedaari karni poori thi,
    Saamajhdaari mazboori thi,
    Lafz mere aur kithabh jo adhoori thi,
    Chorra ghar baar aur kismat hi na zaroori thi,
    Kasuri meri ya Muflis(garibi) jaise mazboori thi,
    Aur bhool jao kaise tujhe,
    Roshini aur andheri thi,
    Roshini Jahan sa iss saher me,
    Aur Viran sa pada raha mai makan me,
    Khandar sa bezubaan me,
    Waqt jo imtiyahaan aur darmiyaan me,
    Toot-te assiyann me,
    Ladta waqt aur kasuri jo giribaan me,
    Aadat saadat aur masoori sam-maan me,
    Viran jahan aur masoori ke moll me,
    Ghar baar se thora durr anmol waqt me,
    Kaandhe thandhe the,
    Thake aur kahte rahne de,
    Guma mann aur usse jane de,
    Aasan baate jo kahe the,
    Par basii aadate ko kaise bahne de,
    Kahi baate bhi na sahne the,
    Der sawer din mahine,
    Yaadein ka kya kahne the,
    Bhule na bhule the,
    Khanabadosh bann mann bhatke the,
    Sarfira madhosh jo mann mere the,
    Kandhe mere bhari the,
    Aur zimmedari bhare the...

    • 1 分鐘
    Zindagi ke morr par...

    Zindagi ke morr par...

    LYRICS=Chalo aj Zindagi ki baat karte hai,
    Gandagi chorr,
    Zindagi ki morr par mile the,
    Apna samajh jo khile the,
    Bandishe aur gile sikwe jo apne the,
    Zindagi apne aur sapne kya kahne the,
    Bandagi zindagi ke rang degaye,
    Aur sapne apne,
    Karwate Zindagi ke aur numayne apne the,
    Par kamane kuch rupiye the,
    Aur hum na kuch kahe the,
    Zaroorate jo apne badhe the,
    Aur bigadte waqt par ade the,
    Bate na samajh lade the,
    Waqt se peeche chale the,
    Neeche kheechte aasaman jo the,
    Aur jameen pe ude the,
    Kahte kuch aur sunte kuch the,
    Wo zindagi ke morr the,
    Mile the phir milenge kisi chorr par,
    Tab yu baate kar,
    Kat jayege woh pal haskar,
    Aur shaam dhalkar,
    Ginnege wo sitare muskurakar,
    Aur iss choti si zindagi,
    Me bade kaam kar,
    Aayenge wo pal,
    Jab lenge karwate aaram kar,
    Aur thora haskar thora rokar,
    Apni silsile gaakar,
    Chalte chalenge safar par...

    • 1 分鐘
    Dekh mai chal raha...

    Dekh mai chal raha...

    LYRICS=Raat sari der raat baitha sochta raha,
    Khud apne aap ko khojta raha,
    Mujhe lagta sunta mujhe koi nahi,
    Panno me bhar ta raha sara jo kah raha,
    Khoya khud me hu,
    Aise na khoj tu,
    Milta na mai hu,
    Bas apne lafzo ke dariya me bahta hu,
    Doobta hu,
    Tayrta hu manzil ke orr,
    Nazar saaf rakh,
    Parr raste ye dhua dhua,
    Ankhe namb aur bhare kuwa,
    Yu raat kafi na soye,
    Hum apne sage(सगे) se bhi lade,
    Khwabo ko samet chalte bane,
    Manzil ki orr rakh musafir ka chorr,
    Aur thora sa sarphira,
    khwahiso se muh mora(मोड़ा),
    Ajnabi dastaan sa rakh jahan apna,
    Ek sapna sahejta aur der raat jagta,
    Manzil saaf par rasta kohra,
    Aur apne khwabo ka mohra,
    Dekh mai chal raha,
    Andhere me taaro ke tarah ubhar raha,
    Raat derr raat baithe soch raha,
    Apne aap ko khoj raha,
    Mai chal raha...

    • 57 秒

關於休閒的熱門 Podcast

天真不天真
杨天真本真
不浪漫故事 Not A Romantic Story
Cindy & Jason
怪奇密語 Stay Weird
怪奇密語 Stay Weird
角子療心室
角子
試圖解密﹝已完結﹞
秘藏解密
自我进化论
颜晓静Athena