2 episodes

Kabhi aasmaan ki taraf dekh ke socha hai ki ye aasmaan khatam kaha hota hai? Aur iski shuruwaat kaha se hui? Ye sab aakhir aaya kidhar se?

Carl sagan ne kaha tha " Somewhere, something incredible is waiting to be known"

Isi quote se motivation leke humne banaya hai Brahmaand, iss show mein hum baat karege humaare Universe ki aise hee interesting facts aur theories ke baare mein aur aapko le chalege ek crazy khoj pe.

Curiousity ka seat belt pehen lo. Raasta bumpy hai! aur Kishore da ke thode gaane bhi le lo saath mein. Sunte sunte jaayege!

Brahmaand Jassim Khan

    • Science

    Shuruwaat !

    Shuruwaat !

    Brahmaand ki shuruwaat !

    • 6 min
    Trailer

    Trailer

    Ek chota sa baccha jab zameen pe crawl kar raha hota hai, tab curiousity hee use cheeze dekhne aur samajne ke liye push karti hai. Curiousity ne hee chand pe Neil Armstrong ko bheja tha, aur Saturn pe Cassini satellite ko. Isi curiousity ne hume push kiya, banaane ye show jiska naam hai Brahmaand. Chaliye sunnte hai !

    • 41 sec

Top Podcasts In Science

Hidden Brain
Hidden Brain, Shankar Vedantam
BBC Inside Science
BBC Radio 4
New Books in Economics
Marshall Poe
New Books in Psychology
Marshall Poe
Big Brains
University of Chicago Podcast Network
Science Weekly
The Guardian