14 episodes

Welcome to Ask Mufti Tariq Masood Podcast.
This is a place where you can listen to Masail Sessions from the YouTube channel ‘Ask Mufti Tariq Masood’.
We share the simple and easy-to-understand words of Mufti Tariq Masood. Learn about faith, life, and more from Mufti Tariq Masood’s teachings.

Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

Ask Mufti Tariq Masood Podcast Sofi Network

    • Religion & Spirituality

Welcome to Ask Mufti Tariq Masood Podcast.
This is a place where you can listen to Masail Sessions from the YouTube channel ‘Ask Mufti Tariq Masood’.
We share the simple and easy-to-understand words of Mufti Tariq Masood. Learn about faith, life, and more from Mufti Tariq Masood’s teachings.

Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Masail Ka Hal | 10th Session | Ask Mufti Tariq Masood

    Masail Ka Hal | 10th Session | Ask Mufti Tariq Masood

    Masail Ka Hal | 10th Session | Ask Mufti Tariq Masood

    (00:16) Inhaan Financing (Enhance Financing) ki jaiz o na-jaiz surat?
    (01:45) Bank ki koi cheez istemal karne ka hukm?
    (02:14) Jumma ki pehli azan ke baad karobari masroofiyat jari rakhna?
    (03:05) Doctors ko khaas company ki medicine likhne ke liye paisay dena?
    (03:59) Shadi ke liye istikhara kaise karein?
    (05:46) Kya nikah ke ilawa jinsi khwahish puri karne ka koi alternatif hai?
    (06:14) Kya zakat dete waqt zakat ka naam lena zaroori hai?
    (06:34) Kya qarzay ke paisay mein zakat ki niyat kar sakte hain?
    (07:41) Jannat ka asar door karne ka kya tareeqa hai?
    (08:19) Kya zina se peda hone wala bacha waris banega?
    (09:05) Haram fees se taleem hasil ki to job ka hukm?
    (10:51) Ghodon ki peshani mein khair hone ka matlab?
    (11:53) First cousin ki aulad se nikah ka hukm?
    (12:16) Janazay ki takbiren nikal jayein to kaise mukammal karein?
    (12:52) Mardon ke liye hair removal cream ka istemal karna?
    (13:08) Nikah ki pehli raat ke aadaab?
    (13:21) Latifa
    (13:55) Taweez ganda kar ke shadi karne ka hukm?
    (15:13) Jawan ladka hote hue maan ka job karna?
    (16:28) Quran Majeed ke nuskha par kuch likhna kaisa hai?
    (16:48) Printed tasweeron ko kis had tak mitana zaroori hai?
    (18:18) Class mein sab Ayat Sajda wali ayat parhain to kitne sajday wajib honge?

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    • 19 min
    Masail Ka Hal | 9th Session | Ask Mufti Tariq Masood

    Masail Ka Hal | 9th Session | Ask Mufti Tariq Masood

    Masail Ka Hal | 8th Session | Ask Mufti Tariq Masood

    (00:00) Mangni, Shadi, Walime ka masnoon tareeqa kya hai?
    (05:04) Machhar jalane wali machine ke istemal ka hukm?
    (05:27) Kya mobile mein Quran Pak download kar sakte hain?
    (06:19) Janwar zibah karne se pehle behosh karne ka hukm?
    (07:54) Doodh peetay bachay ki ulti ka hukm?
    (08:09) Do lateefay
    (09:04) Auratain Jumma ki namaz kaise parhein?
    (09:33) Kya Hazoor ﷺ khwab mein aa sakte hain?
    (12:05) Khwab ki sharai hesiyat kya hai?
    (20:10) Kya subah bedar hone ke baad roza rakh sakte hain?
    (21:39) Shadi se pehle tasveer dekhne aur baat cheet karne ka hukm?
    (22:53) Biwi ka baghair udhar talaaq ka mutalba karna?
    (24:02) Jadu ki haqeeqat kya hai? Kya is ka ilaj mumkin hai?
    (33:35) Ek aamal ka waqia
    (38:54) Kamray mein video aan ho to namaz ka hukm?
    (39:09) Shadi ke liye kitni mali istitaat zaroori hai?
    (46:13) Topi pahnne ka sharai hukm?
    (46:37) Kya beti ya behan ki kamai mein walid aur bhai ka haq hoga?
    (47:39) Namaz mein kamar se shirt uth jaaye to is ka hukm?
    (48:33) Kya beti ko hifazat kra sakte hain?
    (50:51) School mein drawing ka period lena kaisa hai?
    (51:43) Qarzah le kar walima karna ka hukm?
    (52:33) Kya qaza namazain alag alag kar ke parh sakte hain?
    (53:04) Cricket match dekhne ka hukm?
    (54:12) Salat-ul-Tasbeeh ki sharai hesiyat?


    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    • 1 hr 2 min
    Masail Ka Hal | 8th Session | Ask Mufti Tariq Masood

    Masail Ka Hal | 8th Session | Ask Mufti Tariq Masood

    Masail Ka Hal | 8th Session | Ask Mufti Tariq Masood Podcast

    (0:00) Safar Me 2 Namaz Ko Ektha Karna/Gari main namaz parhna.?
    (05:20) Dadhi Kitna Rakhna Chaiye?
    (05:46) Apni Jagah Soodi bank ko dena?
    (08:05) Kaunsi Painting Jaiz Hai?
    (10:38) Namaz me wazu Tut jaay to?
    (13:25) Bank Se Tankha Lena ya dena?
    (15:10) Kya Gusl Karne Wazu HoJata hai?
    (16:03) Barhana Gusl Karna?
    (16:32) Arbo ki burai bayan karna kaisa Hai?
    (21:11) Birthday Par Wish karna?
    (23:06) Ab Normal Delivary Qq Nahi Hota?
    (32:54) Nabalig Kafir Ka Batcha Jannat me Jayega?
    (36:03) Allah ke bare me Waswasa Aana?
    (39:28) Kya Sayyado Ko Taklif dena gunah h?
    (41:08) kya 3 Talak dene ke baad ruju karna kaisa?
    (41:53) Marne ke bad Pension kaun lega?
    (42:40) Jabardasti Nikah karana?
    (45:58) SabHan Naam Kaisa Hai?
    (46:42) Ghar me aurato ko lekar jamat karna?
    (48:15) Ghar se bimari kaise dur kare?
    (50:06) Aqiqa kab karna chaiye?
    (51:28) Islam me nahusat ki haqiqat?

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    • 1 hr
    Masail Ka Hal | 7th Session | Ask Mufti Tariq Masood

    Masail Ka Hal | 7th Session | Ask Mufti Tariq Masood

    Masail Ka Hal | 7th Session | Ask Mufti Tariq Masood Podcast

    (0:21) Diwali ki mithai khane ka hukm?
    (4:33) Islam ke bunyadi aqaid kon kon se hain? Kin aqaid mein ikhtilaf ki gunjaish nahi?
    (6:47) Ek chutkula
    (7:20) Kya sood ke paisay lene ka gunah hoga? (Ek Hindu ka sawal)
    (10:37) Qabliyat ki bunyad par baghair taleem ke sanad banwana?
    (11:01) Jumma ke khutba ke doran dua mangne ka hukm?
    (11:54) Ummat-e-Muslima iman ke bawajood zawaal pazeer kyun hai?
    (16:50) Kursi par namaz padhna jaiz ya na jaiz?
    (22:42) Zinda murghi toal kar farokht karne ka hukm?
    (23:37) Pani ka maroja karobar halal hai ya haram?
    (26:04) Kon si tasveer se ghar mein farishte nahi ate?
    (26:42) Chappal ya jootay pehn kar Quran ki tilawat karna?
    (26:50) Takhnee khuli rakhna sirf namaz mein ya har waqt
    (31:57) Ek sabak amooz waqia
    (33:02) Jab Allah har jagah mojood hai to doosri gawahiyan ka kya faida?
    (34:10) Mandir banane ki kamai halal ya haram?
    (35:55) Kya sone ke azkar late kar bila wazu parh sakte hain?
    (37:04) Tilawat Quran ya faza'il taleem, kya behtar hai?
    (38:51) Kya khane ke doran salaam kar sakte hain?
    (39:58) Jin ki pehli kamai haram thi unki dawat qubool kar sakte hain?
    (40:33) Behnon ko virasat se mehroom karne ka hukm?
    (41:26) Juraabon par masah karne ka hukm?
    (44:27) Church mein sadqa ya hadiya dene ka hukm?
    (45:23) Kya tilawat Quran sun kar ilaj mumkin hai?
    (47:48) Khawateen ka na-mehram mard ko dekhna jaiz hai ya na jaiz?
    (50:42) Doran ghusl kanon ke sorakh mein pani pohchana?
    (51:04) Smuggling ka samaan farokht karne ka hukm?
    (52:08) Kya achi niyat baghair amal ke ba'is sawab hai?
    (52:36) Matlabi rishtedaroon se kinara kashi ka hukm?

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    • 54 min
    Masail Ka Hal | 6th Session | Ask Mufti Tariq Masood

    Masail Ka Hal | 6th Session | Ask Mufti Tariq Masood

    Masail Ka Hal | 6th Session | Ask Mufti Tariq Masood Podcast

    (0:00) Biwi ko kaha main tujhe azad karta hoon, is ka hukm?
    (17:22) Kya laal mirch se nazar utaar sakte hain?
    (19:00) Makkah mein mahram mojood ho to tanha umrah kar sakte hain?
    (20:18) Munh bole bhai se parda ka hukm?
    (21:39) Biwi ke sone par shohar ka kitna haq hai?
    (24:05) Umrah mein chehre ka parda kaise karein?
    (26:09) Kis umar ke ladke se parda karna farz hai?
    (27:50) Ladki ke nikah ke liye wali ki shart?
    (29:23) Easy paisay ke karobar ka hukm?
    (30:05) Qarz daar par zakat farz hai ya nahi?
    (31:04) Kis umar ka bacha masjid ja sakta hai?
    (35:19) Ek latifa
    (35:48) Paisay jama kar ke sports karne ka hukm?
    (41:03) Qabar par phool ki chadar chadhana ya agar bhatti jalana?
    (42:42) Qisto par mehenge daam mobile ki khareed o farokht ka hukm?
    (44:07) Kya paint shirt pehnna gunah hai?
    (50:06) Sharab walay glass mein pani peenay ka hukm?
    (51:34) Allah ke namon par bachay ka nam rakhna?
    (52:03) Kya Allah miyan kehna jaiz hai?
    (52:17) Kya Islam ne aurat ko be sahara chhoda hai?
    (58:24) Kya rangin burqa pehn sakte hain?
    (59:52) Rozay ke doran haiz aa jaye to kya karein?
    (1:02:03) Walid ki kamaai haram ho to us ki beti se nikah kar sakte hain?
    (1:03:25) Bacha doodh ki ultee kar de to paak hai ya na-paak?
    (1:03:50) Ishare se sajdah karein to haath kahan rakhein?
    (1:04:19) Kya khawateen ke liye azaan ka intezar karna zaroori hai?
    (1:08:10) Hajj aur Umrah ke baad khajoor aur tasbeeh baantne ka rawaj kaisa hai?

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    • 1 hr 8 min
    Masail Ka Hal | 5th Session | Ask Mufti Tariq Masood Podcast

    Masail Ka Hal | 5th Session | Ask Mufti Tariq Masood Podcast

    Masail Ka Hal | 5th Session | Ask Mufti Tariq Masood Podcast

    (0:00) Kya ludo khelna jaiz hai?
    (7:30) Lafz ‘Zaad’ ka sahih talaffuz kya hai?
    (10:16) Islamic banking ke car ijara ka hukum?
    (13:26) Kya blackboard se hadith mitana alamat-e-qayamat mein se hai?
    (14:06) Tahajjud ka sahih waqt kya hai?
    (15:52) Kya ek imam ki taqleed farz hai?
    (45:41) Sone ki zakat ke hisaab ka tariqa?
    (46:10) Kya gunah ke bawajood Allah se acha gumaan rakh sakte hain?
    (48:23) Khawateen ka co-education mein job karna?
    (50:13) Bimari ki wajah se aankh se nikalne wale pani ka hukum?
    (50:35) Mahaz isal-e-sawab ki niyat se walidain ka chaliswan ya barsi manana?
    (51:50) Makhsoos auqat mein topi pehnne ka hukum?
    (52:53) Bhanoon ke baal mile hain to kaat sakte hain?
    (54:15) Qad barhane ke liye kya amal karein?
    (55:35) Kya le palak bachay ka miras mein hissa hoga?
    (56:04) Haath ki lakeeron ki kya haqiqat hai?
    (57:15) Ghar mein kala saya ho to kya karein?
    (58:35) Khatoon ke liye judge banne ka hukum?
    (59:20) Agar walid zalim ho to aulad kya kare?
    (1:00:15) Kya kaddu chheelne ka koi Islamic tariqa hai?

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    • 1 hr 1 min

Top Podcasts In Religion & Spirituality

Dr Israr Ahmed
Kaiser Kashfi (قیصر کشفی)
Minku Collections
Mobile Game Duniya
Bayan ul Quran ( بیان القرآن )
Dr. Israr Ahmed
Mufti Menk
Muslim Central
Nouman Ali Khan
Muslim Central
Engineer Muhammad Ali Mirza
Muhammad Imran

You Might Also Like