14 episodes

kuch qisse sune ansune... Shayari kuch apni kuch auroN ki... Zindagi aur Mohabbat se bharpoor safar...

Shab-e-Awargi Razi Shahab

    • Arts

kuch qisse sune ansune... Shayari kuch apni kuch auroN ki... Zindagi aur Mohabbat se bharpoor safar...

    Yun Hi Be sabab na phira karo

    Yun Hi Be sabab na phira karo

    Yun Hi Be sabab na phira karo koi sham ghar bhi raha karo by Basheer Badar | Urdu Ghazal | Love Sad Poetry

    • 1 min
    Qissa Ek Naujwan ka... Kahani achche Nasee ki Talash ki

    Qissa Ek Naujwan ka... Kahani achche Nasee ki Talash ki

    The story of a young man who set out in search of his good fortune and was commanded to:

    "You must complete your journey at all costs. You must continue your search, open your eyes, awaken the sleeping intellect in your mind and use it, your destiny will come to you automatically."

    قصہ ایک نوجوان کا جو اپنے اچھے نصیب کی تلاش میں نکلا تھا اور جسے یہ حکم ہوا تھا کہ 

    "تمہیں ہر حال میں اپنا سفر مکمل کرنا چاہیے، تم اپنی تلاش جاری رکھو، آنکھیں کھولو، اپنے دماغ میں سوئی ہوئی عقل کو جگا کر اسے استعمال میں لاؤ، تمہاری قسمت خودبخود تمہارے پاس آئے گی۔"

    یہ عربی قصہ جس کا  ترجمہ  توقیر بُھملہ  صاحب نے کیا ہے اور اسے فیس بک کے پیج عالمی ادب کے اردو تراجم پر شائع کیا گیا ہے۔

    Arabic Story

    Translation from Arabic To Urdu: Tauqeer Bhumla

    Voice: Razi Shahab

    You can read it on FB Page 'Alami Adab Ke Urdu Trajim'

    • 11 min
    Khandar by Kafeel Azar Amrohvi

    Khandar by Kafeel Azar Amrohvi

    Poem Khandar by Kafeel Azar Amrohvi

    you can read it on rekhta.org

    https://www.rekhta.org/nazms/khandar-kafeel-aazar-amrohvi-nazms?lang=ur

    • 2 min
    Wo humsafar tha magar … by Naseer Turabi

    Wo humsafar tha magar … by Naseer Turabi

    Wo humsafar tha magar us se humnawaai na thi
    Ki dhoop chhanw ka aalam raha judaai na thi
    Na apna ranj na auron ka dukh, na tera malaal
    Shab-e-firaq kabhi humne yoon ganwaai na thi
    Mohabbaton ka safar is tarah bhi guzra tha
    Shikasta-dil the musafir shikasta-paai na thi
    Adawatein thi, tagaful tha, ranjishein thi bahut
    bichhadne wale mein sab kuch tha, bewafaai na thi
    Bichhadte waqt un aankhon mein thi humari ghazal
    Ghazal bhi wo jo kisi ko abhi sunaai na thi
    Kise pukar raha tha wo dubta hua din
    Sada to aayi thi lekin koi duhaai na thi
    Kabhi ye haal ki donon mein yak-dili thi bahut
    Kabhi ye marhala jaise ki aashnaai na thi
    Ajeeb hoti hai raah-e-sukhan bhi dekh ‘Naseer’
    Wahan bhi aa gaye aakhir, jahan rasaai na thi.
    – Naseer Turabi

    • 2 min
    jo ham pe guzre the ranj saare by AHMAD SALMAN

    jo ham pe guzre the ranj saare by AHMAD SALMAN

    jo ham pe guzre the ranj saare jo khud pe guzre to log samjhe
    jab apni apni mohabbaton ke azaab jhele to log samjhe

    vo jin darakhton ki chhanv men se musafiron ko utha diya tha
    unhin darakhton pe agle mausam jo phal na utre to log samjhe

    us ek kachchi si umr vaali ke falsafe ko koi na samjha
    jab us ke kamre se laash nikli khutut nikle to log samjhe

    vo khvab the hi chambeliyon se so sab ne hakim ki kar li baiat
    phir ik chambeli ki ot men se jo saanp nikle to log samjhe

    vo gaanv ka ik zaiif dahqan sadak ke banne pe kyuun khafa tha
    jab un ke bachche jo shahr jakar kabhi na laute to log samjhe

    • 2 min
    Kabhi Kabhi by Sahir Ludhiyanavi

    Kabhi Kabhi by Sahir Ludhiyanavi

    Poem Kabhi Kabhi by Sahir Ludhiyanavi

    • 2 min

Top Podcasts In Arts

The Jimmy Dore Show
Jimmy Dore
Reading Through Life
Sarah Hartley
+MÚSICA
lourdes barrena
La Secta Crew 2024
La Secta Crew
Marriage
Shipra Choudhary
Ratchet Book Club
Derik Jones