1 min

COVID 19 Song - Seedhe Saadhe Aadmi Ko Nukkad Shukkad

    • Self-Improvement

India is currently grappling with a massive surge of COVID 19. This song is a satirical take on the current situation and how directly and indirectly we ourselves are responsible for what is happening in our country.

This hip-hop song has been written, composed and sung by our very own Prateek.

Lyrics:

Seedhe Saadhe Admi ko Kuchh Nahi Milta
Sirf Paani Daalne se Phool Nahin Khilta

Kaatein hain Chote hain
Har Jagah Dhhoke hain,
Democracy ke Mazaak Mein
Aam Aadmi Hi Rote Hain!

Liberals ka natak hain
Bhakton ki nautanki hain,
Politics me Phasi
Junta aaj Nangi hai!

Chandu ke Chacha ko Kuchh Nahi Milta
Sirf Paani Daalne se Phool Nahin Khilta

Neta mast hain
Public Bezaar hai,
Kuch Gaye (Mare) to Kya
Saste Voton ka Vyapaar Hai!

Ye to Bimar tha
Teri Soch bhi Bimaar Hai,
Kafan ho ya Arthi
Yahaan Leta Apna Yaar Hai!

Fajlu ki Amma ko Kuchh Nahi Milta
Sirf Paani Daalne se Phool Nahin Khilta

Teri koi Keemat Nahin
Meri bhi Bekaar hai,
Paisa Paisa Naach Raaha
Yahan Maut Bhi Vyapaar hai!

Life Savers Milte Nahin
Yaha unki Hoarding Hai,
Kaala Market Set Hai
White Oxygen bhi Black Hai!

Yaha Aam Admi ko Kuchh Nahi Milta
Sirf Paani Daalne se Phool Nahin Khilta

Kaisa ye System Hai
Kyon Hum Lachaar Hain,
Sapne the Hazaron
Ab Saasein Bachi Chaar Hain!

Ab Apni Kismet pe
Tu Kyun Rota Hai,
Ye Raja hain Kyunki...

Zameer Tera Sasta Hai!!

India is currently grappling with a massive surge of COVID 19. This song is a satirical take on the current situation and how directly and indirectly we ourselves are responsible for what is happening in our country.

This hip-hop song has been written, composed and sung by our very own Prateek.

Lyrics:

Seedhe Saadhe Admi ko Kuchh Nahi Milta
Sirf Paani Daalne se Phool Nahin Khilta

Kaatein hain Chote hain
Har Jagah Dhhoke hain,
Democracy ke Mazaak Mein
Aam Aadmi Hi Rote Hain!

Liberals ka natak hain
Bhakton ki nautanki hain,
Politics me Phasi
Junta aaj Nangi hai!

Chandu ke Chacha ko Kuchh Nahi Milta
Sirf Paani Daalne se Phool Nahin Khilta

Neta mast hain
Public Bezaar hai,
Kuch Gaye (Mare) to Kya
Saste Voton ka Vyapaar Hai!

Ye to Bimar tha
Teri Soch bhi Bimaar Hai,
Kafan ho ya Arthi
Yahaan Leta Apna Yaar Hai!

Fajlu ki Amma ko Kuchh Nahi Milta
Sirf Paani Daalne se Phool Nahin Khilta

Teri koi Keemat Nahin
Meri bhi Bekaar hai,
Paisa Paisa Naach Raaha
Yahan Maut Bhi Vyapaar hai!

Life Savers Milte Nahin
Yaha unki Hoarding Hai,
Kaala Market Set Hai
White Oxygen bhi Black Hai!

Yaha Aam Admi ko Kuchh Nahi Milta
Sirf Paani Daalne se Phool Nahin Khilta

Kaisa ye System Hai
Kyon Hum Lachaar Hain,
Sapne the Hazaron
Ab Saasein Bachi Chaar Hain!

Ab Apni Kismet pe
Tu Kyun Rota Hai,
Ye Raja hain Kyunki...

Zameer Tera Sasta Hai!!

1 min