Jamaal Ehsani ko maine kuch waqt pehle parhna shuru kia. Pakistan ke mumtaaz shayar the aur unke kalaam me jiddat ya nayapan bht paaya jaata hai. mazameen ka maza to hota hi hai, saath hi sath, peshkash bhi behtreen hoti hai. dekhiye unhone ek bht hi restricted radeef ke saath kya kamaal kia hai is ghazal me. pesh hai jamal ehsani ka kalaam. ps. mail me anytime at aamir@urdudaan.in
Информация
- Подкаст
- ЧастотаЕжемесячно
- Опубликовано5 июля 2024 г., 03:04 UTC
- Длительность2 мин.
- ОграниченияБез ненормативной лексики