61 episodes

Aaj paisa, carreer, competition, success, naam, shoharat ... In sab ke peeche bhaagte bhaagte apne man ki shanti, dil ka sukoon kahin bohot peeche choot gaya hai. Ye andhi daud hame sirf aur sirf bhagaaye liye ja rahi hai aur yunhi ekdin humara ant aa jaata hai. Tab lagta hai ki, uff... Apni zindagi mei do pal chain ke kabhi jiye hi nai. Toh kyun na aaj hi shuru karen.

Humare hindi saahitya ke anmol khazane se aise kuch bahumoolya moti aapke liye chun ke laayi hoon jo aapke antar man ko sahlaayenge, aapko jeewan ka marm batayenge.

Gaagar Me Saagar Bandana Modi

    • Education

    WHEN A MAN CHEATS ON A WOMAN

    WHEN A MAN CHEATS ON A WOMAN

    Priya Malik ki tamaam behtareen poetries me se ye ek or nayab moti hai. Bewafaai ka dansh jhelne waale insaan ke man par kya guzarti hai, wo stree Jo janti hai ki uska husband bewafaa hai, usko cheat kar raha hai, us stree ke manobhavo ko piroya hai is bebak si poetry me Priya ne. Ye mere Dil k behad kareeb hai or aj mai isko padhkar shayad Priya k alfàazo me apni or har aisi stree ki baat kah rahi hu, dekhe aapke Dil ko kitna chhuti hai ye......
    Please comment...

    • 2 min
    Broken But Beautiful: Priya Malik

    Broken But Beautiful: Priya Malik

    Tute hue dilon ko raahat deti, unko tute tukdo me bhi khubsurti dikhane wali, itna mazbut banane wali ki wo baar baar tutne se bhi na ghabraaye - aisi beautiful kavita ko Priya malik ne likha h. Mai to bas is kavita ko apna swar de rahi hu kyuki ye kavita mujhko bahot andar tak chhuti hai, mujhko jiwan jine ka ek alag hi nazariya pradan karti hai. Kyu na aap bhi ekbaar iska jaadu mahsoos kare ....

    • 3 min
    HINDI KAVITA:TUM RAHNA: Vijay Shree Tanveer

    HINDI KAVITA:TUM RAHNA: Vijay Shree Tanveer

    Vishuddh prem ki gaharaiyon ko abhivyakt karti hui ek bahut pyari or dil ko chhu lene wali kavita hai yah. Chhoti umra k kavi Vijay shree tanveer ki spasht, sidhi par sidhi dil me jaa lagne wali bhasha ka kamaal hai yah kavita.

    • 2 min
    HINDI KAVITA: 2019 ME 1999 BY: PRIYA MALIK

    HINDI KAVITA: 2019 ME 1999 BY: PRIYA MALIK

    Advance technology ki is robotic duniya me sachchaa pyar talaashti ek sundar si kavita. Mridul jajbato se is kavita ko Priya malik ne sanwara hai, sajaya hai, likha hai, gaya hai.

    • 2 min
    HINDI KAVITA: NADIYA DHIRE BAHNA

    HINDI KAVITA: NADIYA DHIRE BAHNA

    Hindi bhasha ki sundaratam abhivyakti hai yah kavita jo Pramod tiwariji ne likhi hai. Nadi ki anginat visheshataen hame batati hai. Nadi ka sangharsh, uska paropkari swabhaav ...Sabkuchh hai is kavita me. Manushya yadi chahe to kitna kuchh sikh sakta hai nadi se.

    • 7 min
    GHALIB: HAZARO KHWAHISHEN AISI

    GHALIB: HAZARO KHWAHISHEN AISI

    उर्दू फ़ारसी के मशहूर भारतीय शायर मिर्जा असदुल्ला बेग खां "गालिब" की बेहतरीन नज़्म है- "हज़ारों ख्वाहिशें ऐसी कि हर ख्वाहिश पे दम निकले, बहुत निकले मेरे अरमान, लेकिन फिर भी कम निकले"। गालिब साहब की ग़ज़लों की ही तरह उनके खतों और उनके किस्सों को भी उतना ही प्यार मिला है पढ़ने- सुनने वालों का। मेरी ये कोशिश रहेगी कि इस सीरीज के जरिये मैं भी अपने दर्शकों का अपने सुनने वालों का आशीर्वाद पा सकूँ।

    • 4 min

Top Podcasts In Education

The Mel Robbins Podcast
Mel Robbins
Keep The Change
nextAdvisory
The Jordan B. Peterson Podcast
Dr. Jordan B. Peterson
Everyday Māori
Hēmi Kelly and Āpera Woodfine
The Subtle Art of Not Giving a F*ck Podcast
Mark Manson
Kōrero
iHeartRadio NZ