25 episodes

School College me bachhe books ke question se ghabrate aur teachers, Sufiyan ke questions se. Aur ab apna smart and talented Sufiyan kar raha hai education me revolution lane ki taiyari. Duniya ke har concepts ko fun, easy and boredom free banane ke mission me uske sath hai robot Chintu aur pyari AI, HashtagKinjal taki duniya me koi baat ko gol-gol na ghumaye aur sidha point pe aaye. Apne Science ke concepts ko clear karne ke liye stay tuned to Point Pe Aao Na, ek mazedar educational podcast from the house of MnM Talkies.

Point Pe Aao Na - The We-Gyan Podcast with Sufiyan Junaid Bingepods

    • Kids & Family

School College me bachhe books ke question se ghabrate aur teachers, Sufiyan ke questions se. Aur ab apna smart and talented Sufiyan kar raha hai education me revolution lane ki taiyari. Duniya ke har concepts ko fun, easy and boredom free banane ke mission me uske sath hai robot Chintu aur pyari AI, HashtagKinjal taki duniya me koi baat ko gol-gol na ghumaye aur sidha point pe aaye. Apne Science ke concepts ko clear karne ke liye stay tuned to Point Pe Aao Na, ek mazedar educational podcast from the house of MnM Talkies.

    Ep 24 : Science - Asli Ya Nakli?

    Ep 24 : Science - Asli Ya Nakli?

    There are many things, which we owe to science jo humare world ko special banaati hain. Par sath hi hai pseudo science- yaani ki science ke naam pe galat

    theories….jo world ko mislead karne ka potential rakhti hain.

    Pata karte hai iss episode mein, Pseudo Science ki ek random si Flat Earth theory ke baare mein aur karte hain explore, the threats of pseudo-science in this episode of Point Pe Aao Na.

    • 10 min
    Ep 23 : Climate Badal Gaya Toh?

    Ep 23 : Climate Badal Gaya Toh?

    Global Warming….melting iceberg….tsunami….kya nahi juda hua hai climate change ke sath! Saalon pehle hue limate change, ne dinosaurs ko extinct kar diya tha.

    Experts ki maane toh, aaj ek baar phir,  climate change ke grave consequence ke behad karreb khadey hain hum.Aur climate change ke challenge ko samjhne aur samjhaane ki koshish karenge hum in today’s episode of Point Pe Aao Na.

    • 10 min
    Ep 22 : Ancient Architectural Marvels

    Ep 22 : Ancient Architectural Marvels

    Marvelous Architectural Monuments….aur unka marvelous aur mysteriousitihaas! bemisaal Engieering aur Science ki kahaani kehte hain kuchh bemisaalArchitectures….chahe woIndia ke ho ya abroad ke!Purane gigantic Sun dials….jantar mantar….ChichenItza…..Machu Pichu….har puraane architecture mein hai life ka ek esson aur Sciene kaapplication ! Aur inhi ancient architecture ko explore karta hai humara aaj ka episode….AncientArchitectural Marvels!

    • 11 min
    Ep 21 : Chalti Ka Naam Gaadi

    Ep 21 : Chalti Ka Naam Gaadi

    Kaha jata hai ki human history mein sabse bade inventions mein se ek hai- wheel ka invention! Aur is wheel sei hi aaya baki bahut kuchh, including our favourite cars. Kya the past, and future kya hai is automobile industry ka? AI ke positive impacts aur iske challenges ko samajhne ki koshish karenge hum aaj ke Paoint Pe Aao Na ke episode mein!

    • 11 min
    Ep 20 : Aye Bhai, What’s AI?

    Ep 20 : Aye Bhai, What’s AI?

    Computer….manav itihaas mein shayad sabse bade inventions mein sei ek hai!

    Aur aaj,human intelligence ko bhi improve karne ki koshish ki ja rahi hai computer ke artificial intelligence ke help sei!

    Shayad ek din computer ki yeh intelligence human intelligence ko bhi maat de jaye! But aaj ki date mein kya hai reality of AI…

    aao jaante hain na bhai in this episode of Point Pe Aao Na!

    • 11 min
    Ep 19 : CONTINENTAL DRIFT – Hilte Dulte plates

    Ep 19 : CONTINENTAL DRIFT – Hilte Dulte plates

    Continents kaise bane? Aur woh oceans  sei alaag kaise huye.

    Hamare earth ke tayyar hone ki aur uskey modern shape lene ke pichhe ki jo story hai….

    That has created a lot of interest among people all the while.

    In our today’s episode of Point Pe Aao Na…..hum usi ko samajhne ki koshish karenge.

    Listen now to know it all!

    • 10 min

Top Podcasts In Kids & Family

Greeking Out from National Geographic Kids
National Geographic Kids
Calm Parenting Podcast
Kirk Martin
Good Inside with Dr. Becky
Dr. Becky Kennedy
Circle Round
WBUR
Wow in the World
Tinkercast | Wondery
Story Pirates
Story Pirates