50초

Tu Kisi Rail-Dushyant Kumar Adbi Sama

    • 예술

main jise oDhta bichhata hoon

wo ghazal aap ko sunata hoon

the one that I use all the time and know personally, I tell you that ghazal..

ek jungle hai teri aankhon mein

main jis mein raah bhool jaata hoon

there is a forest in your eyes, in which I forget my path..

tu kisi rail si guzarti hai

main pul sa thartharata hoon

you pass like a train, and I shiver like a bridge..

ek baazoo ukhaD gaya jab se

aur zyaada wazan uThaata hoon

since I have lost an arm, I lift even more weight..

main tujhe bhoolne ki koshish mein

aur kitne kareeb paata hoon

in my try to forget you, I come so much closer to you..

kaun ye faasla nibhayega

main farishta hoon sach batata hoon..

who would carry on with these distances (like some relationship), I am angel, who tells the truth..

인기 예술 팟캐스트

잠 못 이룬 그대에게
지혜의서재
두말하면 잔소리
hemtube 햄튜브
책읽아웃
예스24
The Book Review
The New York Times
알릴레오 북's
사람사는세상노무현재단
라디오 북클럽 김소영입니다
MBC