Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood

Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood Complete Quran explained in Urdu with Arabic grammar, word-by-word breakdown, and deep Tafseer from Mufti Tariq Masood’s original lectures uploaded on his main Youtube channel Mufti Tariq Masood Speeches Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

  1. 1d ago

    Tafseer-e-Quran Class #478 (Surah Saffat Ruko #03) | Mufti Tariq Masood Speeches

    (0:00) Intro (0:13) Eid ul Azha ke baad dars ka dobara aaghaz (0:48) Hazrat Ibrahim (AS) ka buton ko torna aur qaum ka unhein aag mein daalne ka plan — mojiza: aag thandi ho gayi (3:07) Hazrat Ibrahim (AS) ki hijrat aur aulaad ke liye dua (5:48) Hazrat Ibrahim (AS) ko do beton ki khushkhabri — jaisi qurbani waisa ajr (8:00) Ilm ki sifat: Hazrat Ishaq (AS) (9:00) Qurbani ki sifat: Hazrat Ismail (AS) (10:56) Ghaza ke Musalmano ki azeem qurbani — technology vs qurbani (12:13) Bani Israel se roohani imamat ka intiqal Hazrat Ismail (AS) ki nasal mein (13:05) Hazrat Ibrahim (AS) ko Hazrat Ismail (AS) ki qurbani ka khwab kyun dikhaya gaya (15:11) Hazrat Ibrahim (AS) Khalilullah kaise bane (16:05) Nabi (SAW) ka farman (17:41) Masla: kya shariat mein bete ko zabah karna jaiz hai (19:39) Hazrat Ibrahim (AS) ka bete se mashwara — farmanbardari ko zahir karna (20:44) Hazrat Ismail (AS) ka hikmat bhara jawab (22:53) Ulama ka istidlal: bachon ke huqooq aur umar ka lihaaz (24:18) Hazrat Ibrahim (AS) ka peshani ke bal lita dena (25:48) Dunya ki sab se badi aazmaish ki misaal (26:50) Azeem janwar ki qurbani (badla diya jana) (27:35) Hazrat Ibrahim (AS) ki azmat aur Hazrat Ishaq (AS) ki basharat (28:57) Ilmi nukat: (1) Hazrat Nooh (AS) ka waqia (2) Dil ki safai ki ahmiyat (30:15) Allah ke ahkaam ke muqable mein aql ki had (34:24) Masla: bete ki qurbani ki mannat — Imam Abu Hanifa (RA) ka mauqif (35:02) Qurbani ka sawab — Eid ul Azha ke 3 din (35:56) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

  2. 4d ago

    Tafseer-e-Quran Class #475 (Surah Yaseen Ruko #05/Saffat Ruko #01) | Mufti Tariq Masood Speeches

    (0:00) Intro (0:07) Burhaapay ke nuqsanaat (1:35) Science ab tak anti-aging ki haqeeqat ko samajh nahi saki (2:01) Talaba-e-Ibn Abbas (RA) ka qoul: “Ulama burhaapay ke nuqs se mehfooz rehte hain” (3:01) Nabi (SAW) ki shaan — shairi nahi, wahi par mabni (4:09) Qur’an ka asal maqsad (5:23) Janwaron mein insaan ke liye faiday (8:26) Insano par itmam-e-hujjat aur Nabi (SAW) ko farz-e-risalat jaari rakhne ki talqeen (10:18) Shan-e-nuzool: jab ek mushrik qabristan se boseeda haddi le aaya (11:21) Hadith (Bukhari, Muslim): wahi ke ek lafz par j**m-e-athar ki kaifiyat (13:05) Allah ki qudrat ko challenge karne wala mutakabbir insaan (16:03) Allah ka har qisam ki zindagi paida karna (16:57) Sabz darakht se aag paida karna — qudrat ki daleel (17:47) Dobara paidaish ke waqt naya j**m diya jana (19:15) Aakhirat ka tasawwur — ikhtitam Surah Yaseen (19:41) Mufti sahab ki dua par “Aameen” (20:01) Bachon ke liye Mufti sahab ki naseehat (20:41) Surah Saaffat Ruku 01 ka lafzi tarjuma (30:24) Tauheed ka bayan (31:28) Saff bandhne wale farishton ki qasam (31:48) Aalam-e-bala ke raaz aur shahab-e-saqib ka zikr (33:09) Allah ka zikr karne wale farishton ki qasam (33:40) Allah ki ruboobiyat ka bayan (34:39) Sitaron ke nizaam aur unka kaam (35:27) Shahab-e-saqib tootne ki haqeeqat (37:17) Mushrikeen se sawal (39:03) Mushrikeen ka intehai takabbur (39:51) Kuffar ki hasrat — roz-e-qayamat (40:39) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

About

Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood Complete Quran explained in Urdu with Arabic grammar, word-by-word breakdown, and deep Tafseer from Mufti Tariq Masood’s original lectures uploaded on his main Youtube channel Mufti Tariq Masood Speeches Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

More From Mufti Tariq Masood

You Might Also Like